Duniya me jeene ki chahat na hoti,
Agar khudane mohabbat banayi na hoti,
Log marne ki aarzoo na karte,
Agar mohabbat me bewafai na hoti…
Very sad shayari in Hindi-Mera dil tumhe ab bhi chahata hai
Kaun rakhata hai yaad naamo ko,
logh cheharo ko bhool jatey hai,
tum samander ki baat karti ho,
logh ankho mein doob jatey hai,
Mohabat jisney ker ni ho.
wo mohabat kya janey,
Mera dil tumhe ab bhi chahata hai…
tera dil ko khuda jaanay!!
Read more sms in hindi
logh cheharo ko bhool jatey hai,
tum samander ki baat karti ho,
logh ankho mein doob jatey hai,
Mohabat jisney ker ni ho.
wo mohabat kya janey,
Mera dil tumhe ab bhi chahata hai…
tera dil ko khuda jaanay!!
Read more sms in hindi
Hindi me Shayari
रास्ते में ही छोड़कर उन्हे जाने कि आदत है
वो मेरे हर झूठ से खुश होती,
जिसे हमेशा सच बोलने की आदत थी,
वो एक आंसू भी गिरने पर खफा होती थी,
जिसे तन्हाई में रोने की आदत थी,
वो कहती थी की मुझे भूल जाओगे,
जिसे मेरी हर बात याद रखने की आदत थी,
हमेशा माफ़ी मांगने के बहाने से,
रोज़ गलतियाँ करना उसकी आदत थी,
वो जो दिल जान न्योछावर करती थी मुझ पर,
मगर छोटी सी बात पर रूठना उसकी आदत थी,
हम उसके साथ चल दिए पर ये नहीं जानते थे,
की रास्ते में ही छोड़कर उन्हे जाने कि आदत है,,
वो मेरे हर झूठ से खुश होती,
जिसे हमेशा सच बोलने की आदत थी,
वो एक आंसू भी गिरने पर खफा होती थी,
जिसे तन्हाई में रोने की आदत थी,
वो कहती थी की मुझे भूल जाओगे,
जिसे मेरी हर बात याद रखने की आदत थी,
हमेशा माफ़ी मांगने के बहाने से,
रोज़ गलतियाँ करना उसकी आदत थी,
वो जो दिल जान न्योछावर करती थी मुझ पर,
मगर छोटी सी बात पर रूठना उसकी आदत थी,
हम उसके साथ चल दिए पर ये नहीं जानते थे,
की रास्ते में ही छोड़कर उन्हे जाने कि आदत है,,
beautiful love shayari-Khus ko tere pas bhol jaon
Kabhi lafaz bhol jaon kabhi bat bhol jaon
tujhy is qadar chahon ki apni zat bhol jaon
uth ke tere pas se jo main chal don
jate howe khud ko tere pas bhol jaon
tujhy is qadar chahon ki apni zat bhol jaon
uth ke tere pas se jo main chal don
jate howe khud ko tere pas bhol jaon
khubsoorat Shayari- Khubsoorat hai woh
khubsoorat hain woh lub
jo pyari batein kartey hain
khubsoorat hai woh muskurahat
jo doosron ke chehron per bhi muskan saja de
khubsoorat hai woh dil
jo kisi ke dard ko samjhey
jo kisi ke dard mein tadpey
khubsoorat hain woh jazbat
jo kisi ka ehsaas karein
khubsoorat hai woh ehsaas
jo kisi ke dard ke me dawa baney
khubsoorat hain woh batein
jo kisi ka dil na dukhaein
khubsoorat hain woh ankhein
jin mein pakezgi ho
sharm o haya ho
khubsoorat hain woh ansoo
jo kisi ke dard ko
mehsoos kerke beh jae
khubsoorat hain woh Hath
jo kisi ko mushkil
waqat mein tham lein
khubsoorat hain woh kadam
jo kisi ki madad ke liye
aagey badhein !!!!!
khubsoorat hai woh soch
jo kisi ke liye acha sochey
khubsoorat hai woh insan
jis ko KHUDA ne ye
khubsoorati ada ki.
jo pyari batein kartey hain
khubsoorat hai woh muskurahat
jo doosron ke chehron per bhi muskan saja de
khubsoorat hai woh dil
jo kisi ke dard ko samjhey
jo kisi ke dard mein tadpey
khubsoorat hain woh jazbat
jo kisi ka ehsaas karein
khubsoorat hai woh ehsaas
jo kisi ke dard ke me dawa baney
khubsoorat hain woh batein
jo kisi ka dil na dukhaein
khubsoorat hain woh ankhein
jin mein pakezgi ho
sharm o haya ho
khubsoorat hain woh ansoo
jo kisi ke dard ko
mehsoos kerke beh jae
khubsoorat hain woh Hath
jo kisi ko mushkil
waqat mein tham lein
khubsoorat hain woh kadam
jo kisi ki madad ke liye
aagey badhein !!!!!
khubsoorat hai woh soch
jo kisi ke liye acha sochey
khubsoorat hai woh insan
jis ko KHUDA ne ye
khubsoorati ada ki.
Kuch To Baat Hum Se Ki Hoti
Kuch To Baat Hum Se Ki Hoti
To Ye Zindagi Aisi Nahi Hoti
Meri Chahat Ko Parakh Ne Ke Liye
Thodi Qurbani Ya To Di Hoti
Wafa O Ki Aarzu Thi Tumhe
To Humein Thodi Muddat To Di Hoti
Kehte Ho Ke Umeed Thi Tumhe Humse
Sach Hai Ye To Is Ki Umar Itni Kam Nahi Hoti
Ek Baar Hum Se Shikayat Agar Karte Tum To
Hum Ne Khud Mein Tabdiliya Bhi Ki Hoti
Yuh Jo Saaare Raah Badnaam Kar Rahe Ho Humein
Ek Baar Mere Es Dil Ki Bhi Sun Li Hoti
Hum Ne Utara Tha Tumhe Apni Ruh Mein Aey Sanam
Kaash Ye Baat Tumne Hamari Aankho Mein Dekh Li Hoti
To Ye Zindagi Aisi Nahi Hoti
Meri Chahat Ko Parakh Ne Ke Liye
Thodi Qurbani Ya To Di Hoti
Wafa O Ki Aarzu Thi Tumhe
To Humein Thodi Muddat To Di Hoti
Kehte Ho Ke Umeed Thi Tumhe Humse
Sach Hai Ye To Is Ki Umar Itni Kam Nahi Hoti
Ek Baar Hum Se Shikayat Agar Karte Tum To
Hum Ne Khud Mein Tabdiliya Bhi Ki Hoti
Yuh Jo Saaare Raah Badnaam Kar Rahe Ho Humein
Ek Baar Mere Es Dil Ki Bhi Sun Li Hoti
Hum Ne Utara Tha Tumhe Apni Ruh Mein Aey Sanam
Kaash Ye Baat Tumne Hamari Aankho Mein Dekh Li Hoti
Meri Zindgi Kis adhoori raah pe aa gaye hai
Meri Zindgi Kis adhoori raah pe aa gaye hai
jahan na manzil hai na musafir hai
Na rasta hai na Rahi
Yeah zindgi kaha ko behti jaa rahi hai
jahan na lehrien hain na dariya
na kinara hai na manzil
Zindgi kis ki mehmaan tehri
jahan na Izzat hai na ulfat
Na chahat hai na mohabbat
Zindgi isko ne to Fanah ho jana hai
Phir yeah kyon chalti chali jaa rahi hai
Aur main
Sirf is ek lamhae Ke
Intezar main hoon
Jab…
Mujhe mera Maqsad mil jaye ga!
Ya…
Mout Aa jaye !!!
jahan na manzil hai na musafir hai
Na rasta hai na Rahi
Yeah zindgi kaha ko behti jaa rahi hai
jahan na lehrien hain na dariya
na kinara hai na manzil
Zindgi kis ki mehmaan tehri
jahan na Izzat hai na ulfat
Na chahat hai na mohabbat
Zindgi isko ne to Fanah ho jana hai
Phir yeah kyon chalti chali jaa rahi hai
Aur main
Sirf is ek lamhae Ke
Intezar main hoon
Jab…
Mujhe mera Maqsad mil jaye ga!
Ya…
Mout Aa jaye !!!
Subscribe to:
Posts (Atom)